Jo Insaan apnay asal say bhaagta hai woh phir saari zindagi bhagta hi rehta hai.Kiun kay asal kabhi nahi chupta,kabhi khatam nahi hota.Us per lihaaf daalain,ghilaaf ya matti.Yeh kahin na kahin say phir bahar nikal aata hai hazaar saron walay azhdahay ki tarah jis ka hazaarwaan sir kaat'tay kaat'tay pichlay No So Ninnanway(999) phir nikal atay hain.
An Excerpt From:
Man-o-Salwa